
Subah ke thik 8:00 baj rahe the. Gaaon ke ghar mein aaj ek bade tyohar ki pooja thi, jiski vajah se pure ghar mein rounak thi.
Sasu maa Ramkali aur Chhoti subah se hi aangan ko saaf karke pooja ka saaman tayaar karne mein juti hui thin. Ramkali ne rasoi se hi Manisha ko aawaaz lagayi.
Write a comment ...