
Pregnancy ka paanchvaan mahina lag chuka thaa. Manisha ka gora peth ab dheere dheere baahar ki taraf nikal aaya thaa, jismein Shivam ka khoon tezi se pal raha thaa.
Paanchvein mahine ke is ubaal ke kaaran uska badan pehle se kahin zyaada bhaari, naram aur garam ho gaya thaa. Par is badle roop ke sath uski tabiyat achanak kharab rehne lagi thi.


Write a comment ...