
Pregnancy ka nauvaan aur aakhri mahina poora hone ko thaa. Manisha ka gora peth ab poori tarah aakar lekar nikal aaya thaa aur poore ghar mein aane wale naye khoon ki tayaari chal rahi thi.
Sasu maa Ramkali aur Chhoti ne ghar ke aangan ko saaf karke gaaon ki purani, tajurbekaar Dai Maa ko pehle se hi khabar bhej di thi.


Write a comment ...