
Mayke ke us naye kamre mein raat ke thik 2:00 baj rahe the. Baahar gaaon mein sakt aur jalta hua sannata thaa
Par is band kamre ke andar AC ki thandi hawa lagatar chal rahi thi. Chota Shivaansh palang ke kone mein naram bichone par sukoon se soya hua thaa.


Write a comment ...