
Raghav ke badle hue ravaiye ko abhi ek hi din hua tha, par is badlaav ne ghar ke mahaul mein ek alag hi tanaav paida kar diya tha.
Tanya abhi bhi is baat par yakeen nahi kar pa rahi thi ki wahi Raghav jo kuch din pehle tak us par zulm kar raha tha, aaj itna parwah karne laga tha.


Write a comment ...